BEZUBAAN PHIR SE LYRICS
VISHAL DADLANI | ANUSHKA MANCHANDA
ABCD 2 Songs Lyrics: Bezubaan Phir Se lyrics are written
by Mayur Puri and the music of this song is composed by Sachin-Jigar. This is
the new version of Superhit Dance song Bezubaan. This song from the film ABCD 2
is sung by Vishal Dadlani, Madhav Krishna and Anushka Manchanda, the film was
released in the year 2015. The lead stars of the film are Varun Dhawan,
Shraddha Kapoor, Prabhu Deva and Lauren Gottlieb.
![]() |
BEZUBAAN PHIR SE - ABCD 2 |
BEZUBAAN PHIR SE SONG INFO
Album | ABCD 2 |
Year of Release | 2015 |
Singer(s) | Vishal Dadlani, Madhav Krishna, Anushka Manchanda |
Lyricist | Mayur Puri |
Genre | Dance, Enjoy |
Music By | Sachin-Jigar |
Star Cast | Varun Dhawan, Shraddha Kapoor, Prabhu Deva, Lauren Gottlieb |
Music Label Category | Zee Music Company Dance Song Lyrics in Hindi |
BEZUBAAN PHIR SE SONG VIDEO
BEZUBAAN PHIR SE LYRICS
Jaan le k
kismat ne baante hain
raahon mein kaante
Aur main bhi hun ziddi aaun kismat ke aade
raahon mein kaante
Aur main bhi hun ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun, tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar
Jaan le k
kismat ne baante hain
Raahon mein kaante hain..
Naa roke rukun tu gira, main uthun..
Raahon mein kaante hain..
Naa roke rukun tu gira, main uthun..
Regzaaron
mein, aag hai jitni
Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi
Khaaksaron ko, khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri
Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi
Khaaksaron ko, khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Jaan le k
kismat ne baante hain
Raahon mein kaante hain..
ki ki kismat ne baante hain
Raahon mein kaante hain..
Raahon mein kaante hain..
ki ki kismat ne baante hain
Raahon mein kaante hain..
Sau sawaal
hain
Sau hain laanaten
Mere taraano pe
Lagi hai kaalikhen
Sau hain laanaten
Mere taraano pe
Lagi hai kaalikhen
Laakh sapnon
ki
Raakh haathon mein
Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri
Na mila mauka, na mili maafi
Kehdo kitni sazaa aur baaki
Raakh haathon mein
Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri
Na mila mauka, na mili maafi
Kehdo kitni sazaa aur baaki
Bezubaan kab
se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Jaan le k
kismat ne baante hain
Raahon mein kaante hain..
Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Raahon mein kaante hain..
Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar
BEZUBAAN PHIR SE LYRICS IN HINDI
जान ले के किस्मत ने बांटे हैं
राहों में कांटे
राहों में कांटे
और मैं भी हूँ ज़िद्दी आउन किस्मत के आड़े
ना रोके रुकूँ, तू गिरा मैं उठूँ
पिंजरे तोड़कर फैलाउंगा मैं पर
तुझमें जितना है ज़ोर तू लगा ले मगर
हंस के कट जाएगा, ना झुकेगा ये सर
जान ले के क़िस्मत ने बांटे हैं
राहों में कांटे हैं
ना रोके रखूं तू गिरा, मैं उठूँ
ना रोके रखूं तू गिरा, मैं उठूँ
रेगज़ारों
में, आग है जितनी
है लहू खोलता मेरा इन रागों में फिर भी
खाक्सारों को, ख़ाक ही काफी
रास मुझको है ख़ामोशी मेरी
है लहू खोलता मेरा इन रागों में फिर भी
खाक्सारों को, ख़ाक ही काफी
रास मुझको है ख़ामोशी मेरी
बेज़ुबान कब से मैं रहा
बेगुनाह सहता मैं रहा
बेज़ुबान कब से मैं रहा
बेगुनाह सहता मैं रहा
बेगुनाह सहता मैं रहा
बेज़ुबान कब से मैं रहा
बेगुनाह सहता मैं रहा
जान ले के किस्मत ने बांटे हैं
राहों में कांटे हैं
की की किस्मत ने बांटे हैं
राहों में कांटे हैं
राहों में कांटे हैं
की की किस्मत ने बांटे हैं
राहों में कांटे हैं
सौ सवाल हैं, सौ है लानते
मेरे तरानों पे, लगी है कालिखें
मेरे तरानों पे, लगी है कालिखें
लाख सपनों की, राख हाथों में
सूनी आँखों में जलती उम्मीद है आखरी
ना मिला मौका, ना मिली माफ़ी
कहदो कितनी सजा और बाकी
सूनी आँखों में जलती उम्मीद है आखरी
ना मिला मौका, ना मिली माफ़ी
कहदो कितनी सजा और बाकी
बेज़ुबान कब से मैं रहा
बेगुनाह सहता मैं रहा
बेज़ुबान कब से मैं रहा
बेगुनाह सहता मैं रहा
बेगुनाह सहता मैं रहा
बेज़ुबान कब से मैं रहा
बेगुनाह सहता मैं रहा
जान ले के किस्मत ने बांटे हैं
राहों में कांटे और मैं भी हूँ ज़िद्दी
आउन किस्मत के आड़े
आउन किस्मत के आड़े
ना रोके रुकूँ, तू गिरा मैं उठूँ
पिंजरे तोड़कर फैलाउंगा मैं पर
तुझमें जितना है ज़ोर तू लगा ले मगर
हंस के कट जाएगा, ना झुकेगा ये सर
MORE ABCD 2 SONGS LYRICS
Post a Comment
Please feel free to request lyrics of your favorite songs if you don't find them on the website and don't forget to subscribe to our website to get your favorite lyrics delivered straight away on your email id immediately as we add them here.